Skip to main content

हिन्दी सायरी


. Hindi Shayari ~~~|||||||~~~|~||||||||
8. Koshish toh kijiye hume yaad karne ki, Lamhe toh apne aap hi mil jayenge, Tamana toh kijiye humse milne ki, Bahane toh apne aap hi mil jayenge. 7. Mat pucho humse ki tumhe kitna yaad kiya karte hain, Aapke msg ke intezaar mai hi jiya karte hain, Agar na aye kabhi msg tumhare toh, Purana hi pad ke muskura liya karte hain. 6. Sabke chehre mei woh baat nahi hoti, Thode se andhere mai raat nahi hoti, Zindagi mai kuch log bahut pyare hote hain, Kya karein unhi se aajkal mulakat nahi hoti… 5. Chote se dil mei arman koi rakhna, Duniya ki bhid mei pehchan koi rakhna, Achhe nahi lagte jab rehte ho udas, Apne hoto pe sada muskaan wahi rakhna. 4. Hawaon ke bina fiza mei surur na hota, Chandani ko bhi chand ke bina gurur na hota, Aap jaisa dost agar na hota toh, Dil bhi msg karne ko majbur na hota… 3. Hum chand hain to tum uski roshni ho, Hum phool hai toh tum uski khushbu ho, Chodenge na kabhi saath tera kyunki, Hum dost hai toh tum dosti ki mehak ho. 2. Rishta banaya hai toh nibhayenge, Har pal aapko hasayenge-satayenge, Pata hai aapko toh fursat nahi hai yaad karne ki, Hum hi msg kar-kar ke apni yaad dilayenge. 1. Kisi ke deedar mai tadapta hai yeh dil, Kisi ke intezar mai tarasta hai yeh dil, Kya kamaal ka hai yeh dil, Khud apna ho kar bhi kisi aur ke liye dhadakta hai yeh dil.

Comments

Popular posts from this blog

Hindi Shayari सायरी

Ajeeb Ho Gaye Hain Yeh Rishte Aajakal, Sab Fursat Mein Hain Par Waqt Kisi Ke Paas Nahi. बहुत अजीब से हो गए हैं ये रिश्ते आजकल, सब फुरसत में हैं पर वक़्त किसी के पास नहीं। Wahem Se Bhi Aksar Khatm Ho Hate Hain Kuchh Rishte, Qasoor Har Baar Galtiyon Ka Hi Nahi Hota. वहम से भी अक्सर खत्म हो जाते हैं कुछ रिश्ते कसूर हर बार गल्तियों का ही नही होता। Kuchh Iss Tarah Khubsurat Rishte Tut Jaya Kerte Hain, Dil Bhar Jata Hai Toh Log Rooth Jaya Karte Hain. कुछ इस तरह खूबसूरत रिश्ते टूट जाया करते हैं, दिल भर जाता है तो लोग रूठ जाया करते हैं। Mashroof Rahne Ka Andaaz Tumhe Tanha Na Kar De Ghalib, Rishte Fursat Ke Nahi Tawazzo Ke Mohtaaz Hote Hain. मशरूफ रहने का अंदाज़ तुम्हें तनहा ना कर दे ग़ालिब, रिश्ते फुर्सत के नहीं तवज्जो के मोहताज़ होते हैं। Jab Bhi Ho Thodi Fursat Man Ki Baat Kah Dijiye, Bahut Khamosh Rishte Zyada Dino Tak Zinda Nahi Rahte. जब भी हो थोड़ी फुरसत मन की बात कह दीजिये, बहुत ख़ामोश रिश्ते ज़्यादा दिनों तक ज़िंदा नहीं रहते। Mulakaate Bahut Jaruri Hain Agar Rishte Nibhane Hain, ...

हिन्दी शायरी hindi shayari

                  Hindi shayari,                                      Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai, Mujh Ko Mere Hi Khayaalon Mein Sadaa Deta Hai, Wo Mera Kaun Hai Maloom Nahi Hai Lekin, Jub Bhi Milta Hai To Pehlu Mein Jagaha Deta Hai, Mein Jo Andar Se Kabhi Toot Ke Bikhrun, Wo Mujh Ko Thaamne Ke Liye Haath Bada Deta Hai, Main Jo Tanha Kabhi Chupke Se Bhi Rona Chaahun, To Dil Ke Darwaaze Ki Zanjeer Hila Deta Hai Uss Ki Qurbat Mein Hai Kya Baat Na Jaane Mohsin, Ek Lamhe Ke Liye Sadiyon Ko Bhula Deta Hai.                                                                                              ...